Skip to main content

Khatam-e-yunus-ki-fazilat

 Khatam sharif ka amal. 

Ayat e kareema ke amal me Tasbi E Yunus (Hazrat Yunus as ne jiski tilawat kari thi jab yunus a.s  machchali ke peit me the) ki tilawat krne ke liye 125000 martaba ek waqt tak or ek niyat ke saath. Yeh amal ek insaan akele mukammal kar sakhte hai kuch dino or kuch hafto ke duraan ,ya fir logo ke saath group me ek baar me 125000 martaba padh kar bhi mukammal kar sakhte hai.

125000 ki ginti tasbi me Allah ke mukhtalif/different auliyaa’on ne aapni khizmat or apne deeni tajurbe ke hisaab se mukkarar ki hai.

Alhumdulillah bhot se logo ko iss amal se fayda hua hai,inshallah ye amal ki tilawat krne se aapko:- 


(La ilaha illa anta, Subhanaka, Inni kuntu minaz-zalimin) ye amal me padne ki dua hai. 


1.Pareshaaniyon se nijaat hogi.

2.Koi bhi hallal khwaish puri ho jayegi.

3.Kisi bhi mushkil ko resolve kar sakhte ho.

4.Shaadi ke issues. 

5.Bhaari karzo ko ada,gharibi or maali masaeel par khabo pana,ameeri or dulat ke liye.

6.Dushmano se jeetne ke liye.

7.Achi nukhari ya rozgaar ko talaash krne ke liye.

8.Adalat ka mukadama jeetne ke liye.

9.Jail se rehaai ke liye.

10.Bachchon ke liye.

11.Baarish ke liye.

12.Drought ya famine ko overcome krne ke liye.

13.Dushmanon or zalim leaders ko haraane ke liye.

14.Lailaaj bemaari ke ilaaj ke liye.

15.Kisi bhi kism ke jaado ka ilaaj

16.Kisi bhi kism ke jin’s ko jism se or ghar se nikalne ke liye.

17.Jaadoogar or uske saath dene walo ko nukhsaan pahuchane se rukne ke liye.

Duago

SYEDNA KHAWAJA MOINUDDIN CHISHTY R.A
KHUDDAM-E-KHAWAJA GARIB NAWAZ
SYED ALI DUJANA GURDEZI
CHIEF GADDI NASHEEN 
KEY HOLDER AJMER 


CONTACT- +91 9587755853 Click on this link for direct message | sidha message karne ke liye link ko dabaye. | whatsapp number ajmer | khadim ajmer dargah | garib nawaz. 


Comments

Popular Posts

Ajmer 2025 urs dates / 813 urus ajmer.

  Urs 2025 ajmer date.  29th December 2025 Darbar Khwaja Gharib Nawaz Urs date FLAG CEREMONY  2nd January 2025 Khwaja Gharib Nawaz Darbar Urs Festival live Begins &  JANNATI DARWAZA OPENS  8th January 2025 Khwaja Gharib Nawaz Shrine Urs CHATTI SHARIF. Every Month Urs Chhati Sharif Festival Is Celebrated Depending Upon Sighting of The  Moon 10th January 2025 Dargah Khwaja Gharib Nawaz Urs  NAMAZ E JUMMAH. 11th January 2025 Shrine of Khwaja Garib Nawaz Urs BARA QUL DAY.

Kgn festival 2025, ajmer urs dates

Urs Festival : Ek Ruhaani Safar Ajmer Urs Festival 2025 Duniya bhar se log Ajmer mein Khwaja Moinuddin Chishti ka 813th Urs manane aate hain. Urs Mubarak ka waqt ibadat, rasmon aur samaji ekta se bharpoor hota hai. Urs Mubarak ke Aham Tareekhein aur Waqiyat 2024-2025 29 December 2024 - Flag Ceremony 2 January 2025 - Urs Begins & Jannati Darwaza Opens 8 January 2025 - Chatti Sharif 10 January 2025 - Namaze Jummah 11 January 2025 - Bara Qul Benefits of Contributions During Urs Langar and Deg : Yogdan se barkat aur sawab milta hai. Chatti Sharif Niyaz : Niyaz dena khaas roohani ahmiyat rakhta hai. Syed Ali Dujana Gurdezi Custodian ajmer sharif   Contact number  + 91 9587755853 Email  Salidujana@gmail.com

Ajmer Urs Dates 2025

813th KGN Ajmer Urs Festival Important Dates and Events 29th December 2024  - Flag Ceremony:  Urs ki shuruaat flag ceremony se hoti hai. Ek Alam Buland Darwaza (Ajmer Sharif Dargah ka shandar darwaza) par lehraya jata hai.  2nd January 2025 - Urs Begins & Jannati Darwaza Opens: Rasmi taur par Urs ka jashan shuru hota hai. Jannati Darwaza (Jannat ka Darwaza) zairin ke liye khol diya jata hai. Is darwaza se guzarne se roohani faida aur barkat milti hai.    8 . January 2025 - Chatti Sharif :  Urs ke chhati din ko Chatti Sharif kaha jata hai. Is din khaas duaein aur rasmein ada ki jati hain 10 January 2025 - Namaze Jummah :  Urs ke doran Jummah ke din ki namaz (Namaze Jummah) khaas ahmiyat rakhti hai. Hazaaron murid is din duaein maangne aur roohani rahnumai hasil karne ke liye ikattha hote hain.    11 January 2025 - Bara Qul:  Urs apni intaha ko Bara Qul ke saath pahunchta hai. Quran ki tilawat aur khaas duaein ki jati hain. Benefits of Contributions During Urs Langar and Deg:  Langa