Skip to main content

Sultan ul hind urs mubarak

 

Ajmer sharif Urs Mubarak 2023 kabse hai ? 811 urs garib nawaz. 

Syed ali dujana gurdezi gaddi nashin khadim e khwaja sb ajmer sharif dargah ne bataya ki khawaja garib nawaz ka is saal 811 urs mubarik hai jo ki mid January se leke february ke starting tak rahega jisme sabse phele 18 january ko garib nawaz ke buland darwaze par jhandda pesh hoga (flag hosting ) or uske sath hi urs mubarak ka agaaz hoga fir 21 january ko garib nawaz ke mazar e aqdas par jo sandal saal bhar pesh hua rehta hai usko utara jayega or sabhi khuddam hazrat or zahireen me takseem kiya jayega.

Uske dusre din se yani ki 24 january se urs ki pheli tarik rahegi sath hi jannat darwaza bhi khol diya jayega zahireen ke liye iski ke sath darbar me gusul bhi hona start hojayega or qawwali, naat khani ke program bhi chalu ho jayenge or fir 27 january ko namaz e jumma hai urs ki 4 tarik ko fir khwaja garib nawaz ki chatti sharif .

Fir 1 february ko 9 tarik rahegi urs ki usdin darbar me bada qul hota hai iske baad hi garib nawaz ke urs ke sabhi program khatam ho jate hai. 

App log agar garib nawaz ke urs mubarak me jaa rahe hai to syed ali dujana gurdezi ji se zarur mulaakaat kare hazri ke liye or darbar me kisi bhi kaam ke liye. 

Duago Bhai


SYEDNA KHAWAJA MOINUDDIN CHISHTY R.A
KHUDDAM-E-KHAWAJA GARIB NAWAZ

SYED ALI DUJANA GURDEZI

CHIEF GADDI NASHEEN 
KEY HOLDER AJMER 
CONTACT- +91 9587755853

Comments

Popular Posts

Ajmer 2025 urs dates / 813 urus ajmer.

  Urs 2025 ajmer date.  29th December 2025 Darbar Khwaja Gharib Nawaz Urs date FLAG CEREMONY  2nd January 2025 Khwaja Gharib Nawaz Darbar Urs Festival live Begins &  JANNATI DARWAZA OPENS  8th January 2025 Khwaja Gharib Nawaz Shrine Urs CHATTI SHARIF. Every Month Urs Chhati Sharif Festival Is Celebrated Depending Upon Sighting of The  Moon 10th January 2025 Dargah Khwaja Gharib Nawaz Urs  NAMAZ E JUMMAH. 11th January 2025 Shrine of Khwaja Garib Nawaz Urs BARA QUL DAY.

Ajmer Dargah timings//ajmer ziyarat//khawaja gharib nawaz,786

The visiting  timings of Ajmer Sharif Dargah  in winters start from 5 AM; and visitors can seek blessings of the sufi saint in dargah till 9 PM. In summers the visiting time is from 4 AM until 10 PM.  For a short span of time around 3 PM the doors of Mazar E-Aqdas are closed for cleaning. The average time spent in Ajmer Sharif Dargah is around 2 to 3 hours. The  best time to visit Ajmer Sharif Dargah  is between the months of November and March You Can Call For Dargah Ziyarat & Darshan Dua's Duago SYEDNA KHAWAJA MOINUDDIN CHISHTY R.A KHUDDAM-E-KHAWAJA GARIB NAWAZ SYED ALI DUJANA GURDEZI CHIEF GADDI NASHEEN  KEY HOLDER AJMER  CONTACT -  +91 9587755853   Instagram account  - https://instagram.com/ajmer.khanqah_e_chishtya?utm_medium=copy_link Click on this link for direct message | sidha message karne ke liye link ko dabaye. | whatsapp number ajmer | khadim ajmer dargah | garib nawaz. YouTube link- https://youtube.com/channel/UCtrLA6BX_nyOKjm7TZ7-uvg www.chishtiyasufifoundation.c

Kgn festival 2025, ajmer urs dates

Urs Festival : Ek Ruhaani Safar Ajmer Urs Festival 2025 Duniya bhar se log Ajmer mein Khwaja Moinuddin Chishti ka 813th Urs manane aate hain. Urs Mubarak ka waqt ibadat, rasmon aur samaji ekta se bharpoor hota hai. Urs Mubarak ke Aham Tareekhein aur Waqiyat 2024-2025 29 December 2024 - Flag Ceremony 2 January 2025 - Urs Begins & Jannati Darwaza Opens 8 January 2025 - Chatti Sharif 10 January 2025 - Namaze Jummah 11 January 2025 - Bara Qul Benefits of Contributions During Urs Langar and Deg : Yogdan se barkat aur sawab milta hai. Chatti Sharif Niyaz : Niyaz dena khaas roohani ahmiyat rakhta hai. Syed Ali Dujana Gurdezi Custodian ajmer sharif   Contact number  + 91 9587755853 Email  Salidujana@gmail.com