1. Momin qamil shakhs wohi hai jis ka ekhlaque Achchha hai Beshak dunya Tumhare liye paida ki gai hai. Aur tum Aakherat ke liye banaye gaye ho.
2. Farmaya sab se ziada khuda ka zikr karo-khuda ke muqarrab banjaaoge.
3. Zakat ki Nisbat aap ka Irshad tha ki shahar ke Amiron se lekar wahi ke gharibon mein taqsem kar di jaaye.
4. Ghar mein hamesha huzoor sallallaho-alaihe-o-sallam taakid farma rekhe the ki kisi miskin ko darwae se na muraad na bhejo usko chahe chhohare ka ek tukda hi keon na ho wahi do lekin do zarur.
5. Ek sahabi jung mein gaya huye the-unke ghar koi mard na tha aur auroton ko doodh dohna nahi aata the . Aap (yaani huzoor sallallaho Alaihe-o-sallam) har roz unke ghar tashrif le jaate aur doodh doh kar aaya karte the. Gharib auraten aap ke paas aati aur kahti ki hamara yeh kaam hai. Aap uth khade hote aur unka kaam kar dete.
Your's Duago
SYEDNA KHAWAJA MOINUDDIN CHISHTY R.A KHUDDAM-E-KHAWAJA GARIB NAWAZ
SYED ALI DUJANA GURDEZI
CHIEF GADDI NASHEEN
KEY HOLDER AJMER
CONTACT- +91 9587755853
Comments
Post a Comment