Skip to main content

Posts

Featured Post

Upcoming 813 Urs Festival | URS AJMER SHARIF

Upcoming 813th Urs Festival of Sultan-ul-Hind Khwaja Moinuddin Hasan Chishty (R.A.) – A Sacred Invitation Assalamualaikum to all Ashiq-e-Gharib Nawaz, The 813th Urs Mubarak of Hazrat Khwaja Moinuddin Hasan Chishty (R.A.) , the beloved Sultan-ul-Hind, is fast approaching, and I am pleased to invite you to Ajmer Sharif for this spiritually significant gathering. This annual festival brings together countless devotees from all over the world to honor the life and teachings of Gharib Nawaz, who continues to inspire us with his message of love, peace, and compassion. The Urs festival is a time for spiritual rejuvenation, filled with soulful qawwalis, recitations, and special prayers offered at Dargah Sharif in remembrance of our revered saint. As we gather to mark his heavenly union with the Divine, I encourage all devotees to join in this blessed occasion, where the doors of Khwaja Sahib’s mercy and blessings are wide open for those who seek them. As your duago brother, Syed Ali Dujana Gur
Recent posts

Urs mubarak 2025 | Ajmer Khwaja Gharib Nawaz ka 813 Urs mubarak

813 Urs Festival Sultan-ul-Hind Khwaja Moinuddin Hasan Chishty (R.A.) – Ek Muqaddas Dawat Assalamualaikum sab Ashiq-e-Gharib Nawaz ko, Hazrat Khwaja Moinuddin Hasan Chishty (R.A.), jo ke Sultan-ul-Hind kehlate hain , ka 813 Urs Mubarak qareeb hai. Main aap sab ko Ajmer Sharif mein is roohani ijtima mein shamil hone ki dawat deta hoon. Ye yearly festival puri duniya ke hazaaron aashiqon ko ikhata karta hai jo Gharib Nawaz ke zindagi aur taleemat ko yaad karte hain aur unke mohabbat, aman aur rehmat ke paighaam se roshni hasil karte hain. Urs ka ye festival roohani tazgi ka waqat hota hai, jo dil ko sukoon dene wali qawwaliyoon, tilaawatein aur khaas duaon se bhara hota hai, jo humare mohtaram buzurg ki yaad mein Dargah Sharif par pesh ki jati hain. Main tamaam aashiqon se darkhwast karta hoon ke is mubarak moqa mein shamil hon, jahan Khwaja Sahib ki rehmat aur barkat ke darwaaze khule hote hain. Main, aapka Duago Bhai, Syed Ali Dujana Gurdezi , aapko is safar ko aasan aur ba barkat bana

Happy diwali 2024, from ajmer sharif dargah

 HAPPY DIWALI 2024 🪔 From Ajmer Sharif Dargah, we extend heartfelt Diwali wishes to everyone celebrating this Festival Of Lights. May the blessings of Hazrat Khawja Moinuddin Chishty fill your lives with peace, prosperity, and unity.  Happy Diwali ! 🪔  #DiwaliCelebration #Dhanteras #Deepavali2024

Hotel Near Ajmer Sharif Dargah / hotel kgn dargah

 Hotel Near Ajmer Sharif Dargah / Hotel In Dargah Area Ajmer. Agar aap Ajmer Sharif Dargah ki ziyarat ke liye aa rahe  hain aur rehne ke liye behtareen jagah talash kar rahe hain, toh Hotel Khawaja Mahal ek a'ala intekhab hai. Yeh hotel Dargah ke qareeb, gate no. 4 ke paas waqiya hai, jo aapke liye ziyarat ko aasaan aur rahat-bakhsh banata hai. Hotel Khawaja Mahal ke qareeb hone ki wajah se aap asaani se Dargah Sharif ka safar kar sakte hain aur wahan ke roohani mahool ka lutf utha sakte hain. Yeh hotel apne mehmaanon ko aram-deh aur saf sutra kamray faraham karta hai. Saath hi, modern sahoolatain bhi dastiyab hain jo aapke qiyam ko behtareen banati hain. Hotel Ka Pata: Gate No. 4, Dargah Sharif, Ajmer - Hotel Khawaja Mahal Yeh makan un logon ke liye khaas taur par munasib hai jo Dargah ke qareeb rehna chahte hain aur apne safar ko zyada aasan aur sukoon-dar banana chahte hain. Contact Information: Syed Ali Dujana Gurdezi   Spiritual Mentor, Ajmer Sharif Dargah   +91 9587755853  (0

Eid Milad un Nabi | Ajmer Sharif Dargah | Decoration Hd Pics

 Eid Milad un Nabi | Ajmer Sharif Dargah | Decoration Hd Pics  Contact Information: Syed Ali Dujana Gurdezi   Spiritual Mentor, Ajmer Sharif Dargah   +91 9587755853    [www.chishtiyasufifoundation.com]

Khatam-e-Bukhari Sharif: Roohani Faiday aur Ajmer Sharif Dargah.

Khatam-e-Bukhari Sharif: Faiday aur Fazilat Khatam-e-Bukhari Sharif ek mukaddas amal hai jisme Sahih Bukhari ki tamam hadeeson ki tilawat ki jati hai. Sahih Bukhari, jo ke hadeeson ki sabse maqbool aur authentic kitaab mani jati hai, ka tilawat karna aur isse Khatam karna, Islami mazhab mein ek azeem ibadat samjha jata hai. Yeh amal aksar kisi khas moqa, khushi, ya dukh ke waqt, ya phir kisi shakhs ki sehat, khair-o-barkat aur mushkilat se nijaat ke liye kiya jata hai. Faiday aur Barakat Khatam-e-Bukhari Sharif ko kisi ke naam se recite karne se bohat se ruhani faiday milte hain. Iske faiday yeh hain: 1. Ruhani Barkat: Is khatam se recite karne wale aur jinke liye kiya jata hai, dono par Allah ki rehmat aur barakat hoti hai.     2. Dua ki Qabooliyat: Khatam ke doran jo bhi dua ki jati hai, uski qabooliyat ka imkaan barh jata hai, khas tor par agar wo dua kisi specific maqsad ke liye ho.     3. Mushkilat ka Hal: Khatam-e-Bukhari Sharif ke zariye kisi bhi mushkil ya pareshaani ko door ka

Contact Ajmer Sharif - Nazrana - Khadim Ajmer

Contact Ajmer Sharif - Nazrana - Khadim Ajmer Sharif Khadim Ajmer Ka Kirdar Khadims, jo ke Dargah ke deeni waaris hain, Hazrat Khwaja Gharib Nawaz (RA) ki khidmat karte aaye hain qadeem zamane se. Yeh Khadims, jinhein Syedzadgan bhi kaha jata hai, Hazrat Khwaja Syed Fakhruddin Gurdezi (RA) ke aulad hain. Inka ta'alluq direct Khwaja Gharib Nawaz (RA) se hai aur yeh apni qadeem riwayat ke mutabiq aaj tak khidmat anjaam de rahe hain. Khadim Ajmer ke farz hai ke zaireen ki rehnumai karein, unhein Dargah ke rituals ke baare mein batayein, aur unka nazrana qabool karein. Nazrana Aur Uska Maqsad Nazrana, yaani offerings, Dargah ke deeni aur roohani maqsad ko pura karne ke liye diya jata hai. Yeh offerings zaireen ki taraf se khud Hazrat Khwaja Gharib Nawaz (RA) ko pesh ki jaati hain, aur Khadim Ajmer ke zariye qabool ki jaati hain. Yeh nazrana dua ki qubooliyat ke liye, shifa ki talab mein, ya kisi khwahishat ke pura hone ke shukarane ke taur par diya jata hai. Khadim Ajmer, jo ke Darg